Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBaarish (1957)
HomeBaarish (1957)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dane dane pe likha hai khaane waale kaa naam lene waale karod dene waala ek raam dane dane pe likha hai khaane waale kaa naam lene waale karod dene waala ek raam koi kitna ameer ho yaa kitna gareeb khaaye utna hi jitna hai uska naseeb koi kitna ameer ho yaa kitna gareeb khaaye utna hi jitna hai uska naseeb aage maalik ke chalta nahin koi daam lene waale karod dene waala ek raam dane dane pe likha hai khaane waale kaa naam lene waale karod dene waala ek raam teri kismat ki likhi huyi hai kitaab tere ek ek din ka hai uss mein hisaab teri kismat ki likhi huyi hai kitaab tere ek ek din ka hai uss mein hisaab tere bas mein naa subah hai naa teri shaam lene waale karod dene waala ek raam dane dane pe likha hai khaane waale kaa naam lene waale karod dene waala ek raam kabhi garmi ki mauj kabhi baarish ka rang aise chakkar ko dekh saari duniyaa hai dang kabhi garmi ki mauj kabhi baarish ka rang aise chakkar ko dekh saari duniyaa hai dang chaand suraj zameen sab uske
jo seene mein naa dil hota toh phir hum tum pe kyun marte aan bolo naa are jo seene mein naa dil hota toh phir hum tum pe kyun marte aa mohabbat jaisa ghatiya kaam karte bhi toh kyun karte hay re hay re raj gadi ke engine ki kasam hum toh jaani pyaar karega pyaar karega pyaar are are are are are deewane abe marega nahin darega nahin darega hum toh jaani pyaar karega pyaar karega pyaar karega hum toh jaani abhi hain jawaan duniya kaa kuchh nahin hai maja chakkha pyaar nahin toh duniya mein phir bolo kya hai rakkha abhi hai jawaan duniya kaa kuchh nahin hai maja chakkha pyaar nahin toh duniya mein phir bolo kya hai rakkha rok sako toh roko humko rok sako toh roko humko hum toh nainachaar karega nahin darega nahin darega hum toh jaani pyaar karega pyaar karega pyaar karega hum toh jaani hum toh jaani pyaar karega pyaar karega pyaar karega hum toh jaani dil se dil kaa sauda karne yeh hai aaya banda maan bhi jao pyaar se achchha nahin hai koyi dhandha dil se dil kaa
kehte hain pyaar kisko panchhi zara bata de udna khuli hawa mein o bezubaan sikha de o bezubaan sikha de kehte hain pyaar kisko panchhi zara bata de udna khuli hawa mein o bezubaan sikha de o bezubaan sikha de mushkil hai iss jahaan mein aazaadiyon se rehna mushkil hai iss jahaan mein aazaadiyon se rehna jo baat dil mein aaye usko zubaan se kehna jo baat dil mein aaye usko zubaan se kehna aazaad tu hai jaisa waisa humein bana de udna khuli hawa mein o bezubaan sikha de o bezubaan sikha de kehte hain pyaar kisko panchhi zara bata de udna khuli hawa mein o bezubaan sikha de o bezubaan sikha de nafrat ki waadiyon se ho door ek basera shaame jahaan suhaani rangeen ho savera nafrat ki waadiyon se ho door ek basera shaame jahaan suhaani rangeen ho savera woh kaun si hai duniya rasta zara dikha de udna khuli hawa mein o bezubaan sikha de o bezubaan sikha de kehte hain pyaar kisko panchhi zara bata de udna khuli hawa mein o bezubaan sikha de o bezubaan sikha de
Mr John Ya Baba Khan
phir wohi chaand wohi hum wohi tanhayi hai phir wohi chaand wohi hum wohi tanhayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wohi chaand wohi hum wohi tanhayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wohi chaand door duniya se kahin bheegi huyi raaton mein door duniya se kahin bheegi huyi raaton mein do mohabbat bhare dil gum hain haseen baaton mein do mohabbat bhare dil gum hain haseen baaton mein dil mein jo baat hai aankhon mein chali aayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wohi chaand yeh samundar ka kinara aa aa aa yeh khamoshi ka samaa aa aa aa yeh samundar ka kinara yeh khamoshi ka sama yeh ik khaab mohabbat ka ik khaab mohabbat ka hai iss waqt jawaan naa koi darr hai zamaane ka na ruswayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wohi chaand wohi hum wohi tanhayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wohi chaand
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dane Dane Pe Likha Baarish (1957) 03:42 12767
 
Poster of Baarish (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Chitalkar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:42   Song Number : 12767   

Hum To Jaani Pyaar Karega Baarish (1957) 03:32 12155
 
Poster of Baarish (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
On Screen Actors- 
Kumkum, Dev Anand
Duration : 03:32   Song Number : 12155   

Kehte Hain Pyaar Kisko Baarish (1957) 03:26 40621
 
Poster of Baarish (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nutan
Duration : 03:26   Song Number : 40621   

Mr John Ya Baba Khan Baarish (1957) 03:20 38980
 
Poster of Baarish (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:20   Song Number : 38980   

Phir Wohi Chaand Wohi Baarish (1957) 03:18 36068
 
Poster of Baarish (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Nutan, Dev Anand
Duration : 03:18   Song Number : 36068